दुआ करो Dua Karo Lyrics

दुआ करो Dua Karo Lyrics Lyrics

“Dua Karo” Song Details:

Label: SK Music Works
Singer(s): Stebin Ben
Lyricist(s): Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director(s): Siddharth Kasyap
Genre(s): Sad
Music Label: © SK Music Works
Starring: Pratik Sehajpal, Sandeepa Dhar, Rahul Sharma, Nancy Marwah, Akshita Vatsayan, Pyumori Mehta Ghosh

Teri yaad saansein lene
Deti nahi mujhko
Koshish bahut ki maine
Ke bhool jaaun tujhko

Teri yaad saansein lene
Deti nahi mujhko
Koshish bahut ki maine
Ke bhool jaaun tujhko

Par kya karun tera ishq
Bahut hi tadpaye

Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye
Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye


Main palkein moondun
Neend mujhko bhi aaye

Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye
Main palkein moondun
Neend mujhko bhi aaye

Har sitaare se vakif hoon
Inhein main ginta rehta hoon
Dard hi bol raha hoon main
Dard hi sunta rehta hoon

Har sitaare se vakif hoon
Inhein main ginta rehta hoon
Dard hi bol raha hoon main
Dard hi sunta rehta hoon

Chahta hoon na chahun main
Phir bhi main tujhpe marta hoon
Kabhi toh lagta hai main pyar
Pehle se zyada karta hoon

Dhadke bina yeh dil
Kahin na mar jaaye

Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye
Main palkein moondun
Neend mujhko bhi aaye

Teri yaad saansein lene
Deti nahi mujhko
Koshish bahut ki maine
Ke bhool jaaun tujhko

Par kya karun tera ishq
Bahut hi tadpaye

Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye
Main palkein moondun
Neend mujhko bhi aaye

Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye
Main palkein moondun
Neend mujhko bhi aaye

Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye
Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye

Main palkein moondun
Neend mujhko bhi aaye

Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye
Dua karo ke dil mera
Kahin lag jaaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top