“Dhuan Dhuan” Song Details:
| Movie: | Bhopal: A Prayer For Rain (2014) |
| Singer(s): | Swanand Kirkire |
| Lyricist(s): | Swanand Kirkire |
| Composer(s): | Swanand Kirkire |
| Music Director(s): | Swanand Kirkire |
| Genre(s): | Lori |
| Director(s): | Ravi Kumar |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Mischa Barton, Martin Sheen, Kal Penn, Rajpal Yadav, Tannishtha Chatterjee, Fagun Ivy Thakrar, Satish Kaushik, Lisa Dwan, Manoj Joshi, David Brooks, Venk Modur, Akhil Mishra, Joy Sengupta, Kailash Kher, Martin Brambach |
| Release on: | 5th December, 2014 |
Dhuan Dhuan Dhundh Mein Khoyi Chandaniya
Lori Sunaaun Mein Kya
Nam Aankhon Mein Doobi Sapaniya
Lori Sunaaun Main Kya
Lori Sunaaun Mein Kya
Raat Bujhaaun Mein Kya
Neendein Bulaau Mein Kya
Dhuan Dhuan Dhundh Mein Khoyi Chandaniya
Lori Sunaaun Mein Kya
Nam Aankhon Mein Doobi Sapaniya
Lori Sunaaun Mein Kya
Maile Maile Baadal Ki Chaadar Mein
Chaand Soya to Jaaga Nahi
Soone Soone Ambar Ne Bhi Hadd Ki
Chhoda Aasha Ka Tara Nahi
Dil Ka Dil Se Yahan Koi Naata Nahi
Dard Hota to Hai Aanshu Aata Nahi
Aanshu Aata Nahi
Pathreele Takiye Pe Soti Re Duniya
Lori Sunaaun Mein Kya
Saansein Zehar Mein Piroti Re Duniya
Lori Sunaaun Mein Kya
Lori Sunaaun Mein Kya
Raat Bujhaaun Mein Kya
Neendein Bulaau Mein Kya
Dhuan Dhuan Dhundh Mein Khoyi Chandaniya
Lori Sunnaun Mein Kya
Nam Aankhon Mein Doobi Sapaniya
Lori Sunaaun Mein Kya


