नया साल आये Naya Saal Aaye Lyrics

नया साल आये Naya Saal Aaye Lyrics Lyrics

“Naya Saal Aaye” Song Details:

Movie: Nazrana Pyar Ka
Singer(s): Amit Kumar, Anwar Hussain, Asha Bhosle
Lyricist(s): Muqtida Hasan Nida Fazli
Composer(s): Hemant Bhosle
Music Director(s): Hemant Bhosle
Genre(s): Party
Director(s): S.M. Sagar
Music Label: © Polydor
Starring: Ashok Kumar, Sarika, Vijayendra, Raj Kiran, Raj Babbar, Neeta M, Shakti Kapoor
Release on: 18th April, 1980

Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye
Naya saal aaye

Jaha hai ujala wahi hai andhera
Mukaddar pe kabu na tera na mera
Jaha hai ujala wahi hai andhera
Mukaddar pe kabu na tera na mera
Ye jiwan paheli samjh me na aaye
Na aaye na aaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye
Naya saal aaye

Mohabbat mukaddar badalti rahi hai
Ye kashti to tufa em chalti rahi hai
Mohabbat mukaddar badalti rahi hai
Ye kashti to tufa em chalti rahi hai
Mohabbat andhero me rashta banaye
Banaye banaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye
Naya saal aaye

Meri ja mohabbat se daulat badi hai
Ye dunia me jadu ki aisi chhadi hai
Meri ja mohabbat se daulat badi hai
Ye dunia me jadu ki aisi chhadi hai
Mohabbat kharide mukaddar
Banaye banaye banaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye
Naya saal aaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top