नैनों में सपना Nainon Mein Sapna Lyrics

नैनों में सपना Nainon Mein Sapna Lyrics Lyrics

“Nainon Mein Sapna” Song Details:

Movie: Himmatwala (1983)
Singer(s): Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Indeevar
Composer(s): Bappi Lahiri
Music Director(s): Bappi Lahiri
Genre(s): Dance, Happy (Feel Good)
Director(s): K. Raghavendra Rao
Music Label: © Saregama
Starring: Jeetendra, Sridevi
Release on: 25th February, 1983

Taa thaiyaa taa thaiyaa o o
Taa thaiyaa taa thaiyaa o o, dhum tan nan……
Nainon mein sapnaa sapanon mein sajanaa
Sajanaa pe dil aagayaa ke sajanaa pe dil aagayaa
Nainon mein sapnaa sapanon mein sajanaa
Sajanaa pe dil aagayaa ke sajanaa pe dil aagayaa
Kahi albele dheke jawani ke rele dekhe
Hasino ke mele dekhe dil pe tuhi hi chhaa gayaa
Tuhi hi chhaa gayaa
Nainon mein sapnaa sapanon mein sajani
Sajani pe dil aagayaa ke sajani pe dil aagayaa


Taa thaiyaa taa thaiyaa o o
Taa thaiyaa taa thaiyaa o o
Tu nahi aa main nahi aa ab din ek hai
Do sang ek jaan do dil ek jaan manzil ek hai
Aang se aa aang mile aa aramaa khil gaye
Purab pachim se pachim purab se kaise mil gaye
Pyar ke jamane mile husn ke khajane mile
Jine ke bahaane mile man mein, jo tu aa gayaa
Jo tu aa gayaa
Nainon mein sapnaa sapanon mein sajanaa
Sajanaa pe dil aagayaa ke sajanaa pe dil aagayaa
Nainon mein sapnaa sapanon mein sajani
Sajani pe dil aagayaa ke sajani pe dil aagayaa

Taa thaiyaa taa thaiyaa o o
Taa thaiyaa taa thaiyaa o o, dhum tan nan……
Saanche mein aa mein tere hi aa main to dhal gayi
Tune toda hai aisa moda hai ho gayi main nayi
Sason mein aa hoton pe aa tera hi naam hai
Lena dena hai kyaa mujhe duniyaa se tujhase kaam hai
Rangin najare mile toofaan mein kinare mile
Dil ke sahaare mile dil mein jo tu aagayaa
Jo tu aagayaa
Nainon mein sapnaa sapanon mein sajanaa
Sajanaa pe dil aagayaa ke sajanaa pe dil aagayaa
Nainon mein sapnaa sapanon mein sajani
Sajani pe dil aagayaa ke sajani pe dil aagayaa
Ke sajanaa pe dil aagayaa ke sajani pe dil aagayaa
Ke sajanaa pe dil aagayaa ke sajani pe dil aagayaa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top