“Pehli Dafa” Song Details:
| Label: | Elegant Eye Music |
| Singer(s): | Ankit Tiwari |
| Lyricist(s): | Khushbu Mayank |
| Music Director(s): | Souvviek Kabi, Ayush Soni |
| Genre(s): | Romantic |
| Music Label: | © Elegant Eye Music |
| Starring: | Akshay Kharodia, Navya Tiwari |
Dekha Tujhe Jo Pehli Dafa
Betahasha Ishq Ho Gaya
Tujh Me Dhalne Lagi Hai Shaam
Din Bhi Tujhi Se Hone Laga
Jane Kab Chupke Se Dil Ka Milan
Dheere Dheere Dheere Hone Laga
Jane Kab Chupke Se Dil Ka Ye Milan
Dheere Dheere Dheere Hone Laga
Dekha Tujhe Jo Pehli Dafa
Betahasha Ishq Ho Gaya
Aankhon Me Sapne Sajne Lage
Pahra Tera Sapno Pe Ho Liya
Juban Pe Basa Hai Bus Naam Tera
Sanson Ko Bhi Ab Chhune Laga
Aankhon Me Sapne Sajane Lage
Pahra Tera Sapno Pe Ho Liya
Juban Pe Basa Hai Bus Naam Tera
Sanson Ko Bhi Ab Chhune Laga
Jane Kab Chupke Se Dil Ka Milan
Dheere Dheere Dheere Hone Laga
Jane Kab Chupke Se Dil Ka Ye Milan
Dheere Dheere Dheere Hone Laga
Dekha Tujhe Jo Pehli Dafa
Betahasha Ishq Ho Gaya


