पापा Papa Lyrics

पापा Papa Lyrics Lyrics

“Papa” Song Details:

Label: BLive Music
Singer(s): Abhinav Shekhar
Lyricist(s): Abhinav Shekhar
Music Director(s): Abhinav Shekhar
Genre(s): Sad
Music Label: © BLive Music
Starring: Parvin Dabas, Ayaan Zubair

Ungli pakad ke
Shikhaya tha
Kaise jiye zindagi
Bigde raaho mein
Halato se dar ke
Na rukana kabhi

Bulaya khuda ne tumhe
Aur mujhko rulaya tabhi
Simat gaya wo angan
Jab se sham ko ghar
Nahi aate ho

Simat gaya wo angan
Jab se sham ko ghar
Nahi aate ho

Tham gayi meri khushiyan
Papa yaad bahot tum aate ho
Papa yaad bahot tum aate ho
Papa yaad bahot tum aate ho


Darta bhi tha aapse
Par karta bahot pyar tha
Jaha se bhi ladta agar
Apaka sath har baar tha

Farz nibhaya tha jo aapane
Jine ka wo saar tha
Rabb mere tum the
Meri rooh mein jo bas jaate ho

Harpal mere dil mein
Papa yaad bahot tum aate ho
Papa yaad bahot tum aate ho
Papa yaad bahot tum aate ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top