प्यार आ गया Pyaar Aa Gaya Lyrics

प्यार आ गया Pyaar Aa Gaya Lyrics Lyrics

“Pyaar Aa Gaya” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Raj Barman
Lyricist(s): Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director(s): Sushant-Shankar
Genre(s): Playful
Music Label: © Zee Music Company

Tum Pe Pyaar Aa Gaya Kya Karein
Baar Baar Aa Gaya Kya Karein
Tum Pe Pyaar Aa Gaya Kya Karein
Baar Baar Aa Gaya Kya Karein

Beqaraariya Kehne Lag Padi
Beqaraariya Kehne Lag Padi
Tumse Jee Le Ya Tum Pe Mare
Tum Pe Pyaar Aa Gaya Kya Karein
Baar Baar Aa Gaya Kya Karein

Tum Saamne Baitho Tumhe Dekhte Jaaye
Tumhe Dekhte Dil Ki Dhadkan Ko Dhadkaye
O Tum Saamne Baitho Tumhe Dekhte Jaaye
Tumhe Dekhte Dil Ki Dhadkan Ko Dhadkaye

Hai Tayyariyaan Pehle Pyaar Ki
Ek Pal Mein Sau Aahein Bhare


Tum Pe Pyaar Aa Gaya Kya Karein
Baar Baar Aa Gaya Kya Karein
Tum Pe Pyaar Aa Gaya Kya Karein
Baar Baar Aa Gaya Kya Karein

Tum Jaan Lo Jaanam Tum Pe Mera Haq Hai
Sau Inteha Le Lo Tumko Agar Shak
Tum Jaan Lo Jaanam Tum Pe Mera Haq Hai
Sau Inteha Le Lo Tumko Agar Shak

Daavedariyaan Hai Tum Pe Meri
Kabhi Mujhse Na Jaana Pare

Tum Pe Pyaar Aa Gaya Kya Karein
Baar Baar Aa Gaya Kya Karein
Tum Pe Pyaar Aa Gaya Kya Karein
Baar Baar Aa Gaya Kya Karein

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top