फ़ितरत Fitratt Lyrics

फ़ितरत Fitratt Lyrics Lyrics

“Fitratt” Song Details:

Label: Speed Records
Singer(s): Anumeha Bhasker
Lyricist(s): Abeer
Music Director(s): Kartik Dev, Gaurav Dev
Genre(s): Sad
Film by: Tru Makers
Music Label: © Speed Records
Starring: Nawab, Swalina

Wo kahte hai ki dil
Laga lo humse
Ab kya bataaye dil ne
Lagna chhod diya hai

Unki fitrattt thi hamein
Isharo par nachane ki
Aur hamane unka
Ye bharam bhi tod diya hai

Wo itane ae azeez hai
Dhoke bhi bol ke dete hai
Chotein dete hai gaihari
Aur dil khol ke dete hai

Kal aaye the tohfe lekar
Hamko wo manane
Hamane sab kuch unka
Unhein hi mod diya hai


Unki fitratt thi hamein
Isharo par nachane ki
Aur hamane unka
Ye bharm bhi tod diya hai

Dekha hai amir hamane bhi
Iss duniya ko kareeb se
Mahobbat karne wale
Sab lagte hai ajeeb se

Toba karke nikala
Wo namo nisha tera
Iss kadar yun apne iss
Dil ko nichod diya hai

Wo kahte hai ki dil
Laga lo hamse
Ab kya bataaye dil ne
Lagna chhod diya hai

Unki fitratt thi hamein
Isharo par nachane ki
Aur hamane unka
Ye bharm bhi tod diya hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top