फिरसे वही Phirse Wohi Lyrics

फिरसे वही Phirse Wohi Lyrics Lyrics

“Phirse Wohi” Song Details:

Album/Label: Phirse Wohi
Singer(s): Hansraj Raghuwanshi
Lyricist(s): Hansraj Raghuwanshi, Dinesh Samvat
Composer(s): Hansraj Raghuwanshi
Music Director(s): Adamya Sharma
Director(s): Adamya Sharma
Music Label: © Hansraj Raghuwanshi
Starring: Hansraj Raghuwanshi
Release on: 16th May, 2020

Sannata hi sannata hai
Galiyo mein hai tanhai
Sannata hi sannata hai
Galiyo mein hai tanhai

Sehro ko chhod-chad ke aaj
Gau ki yaad aayi
Sehro ko chhod-chad ke aaj
Gau ki yaad aayi

Phirse wohi mehka sa aangan ho
Jab chahe udd jaaye jab chahe mud jaaye
Jab chahe udd jaaye jab chahe mud jaaye
Apne desh ko

Kudarat ko loota
Manas ko loota
Safed chola odhe
Maal jamke langota


Maas-machhi jo mila sab kha gaye
Manav ke bhesh mein baba dekho danav aa gaye
Naam bhagwan ka paisa andar kiya
Bhrast har ek dar, har ek mandir kiya

Ab saja papo ki jab hai milne lagi
Duniya thar-thar dar se hai hilne lagi
Hogi na humse bhul, sikh mil gayi hai baba
Hogi na humse bhul, sikh mil gayi hai ab
Hum bachhe hai tere bhole, ab to maaf kardo
Ab to maaf kardo”

Main phsa pardesh main
Meri amma-bitiya roye
Main phsa pardesh main
Meri amma-bitiya roye

Esa bhi kya gunaah kiya re
Manus pinjare mein roye
Bhole esa bhi kya gunaah kiya re
Manus pinjare mein roye

Thak gaye soye soye nindiya hoye
Thak gaye soye soye nindiya hoye

Phirse wohi mehka sa aangan ho
Jab chahe udd jaaye jab chahe mud jaaye
Jab chahe udd jaaye jab chahe mud jaaye
Apne desh ko

Phirse wohi mehka sa aangan ho
Phirse wohi mehka sa aangan ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top