“Barsaat Ho Jaaye” Song Details:
| Label: | T-Series |
| Singer(s): | Jubin Nautiyal, Payal Dev |
| Lyricist(s): | Rashmi Virag |
| Music Director(s): | Payal Dev |
| Genre(s): | Romantic |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Shivin Narang, Ridhi Dogra |
Boondein kya kehti hai suno
Jee bhar ke pyar humse karo
Boondein kya kehti hai suno
Jee bhar ke pyar humse karo
Adhoora aaj naa apna
Koyi bhi khaab reh jaaye
Bina poori tarah bheege
Ab chain naa aaye
Tamanna hai ke zoron ki
Barsaat ho jaaye
Bina poori tarah bheege
Ab chain naa aaye
Tamanna hai ke zoron ki
Barsaat ho jaaye
Baadalon ki tarah
Tum pe chaa jaaun main
Aaj poori tarah
Tera ho jaaun main
Bijliyaan gir rahi hain
Yahan se wahan
Chhod ke main tumhein
Jaaun bhi to kahan
Lagi hai aag kuchh aisi
Bujhaaye bujh nahi paaye
Mujhe jiss baat ka dar tha
Woh aaj ho jaaye
Tamanna hai ke zoron ki
Barsaat ho jaaye
Bina poori tarah bheege
Ab chain naa aaye
Tamanna hai ke zoron ki
Barsaat ho jaaye
Tamannaon ki baarish mein
Dilon ko bheeg jaane do
Naya sa mod ek de do
Mohabbat ke fasaane ko
Chale aandhin chale toofan
Chale yeh silsila yun hi
Simat jaao lipat jaao
Tumhein naa aaj rokungi
Nazara iss tarah ka ho
Paani bhi jal jaaye
Tamanna hai ke zoron ki
Barsaat ho jaaye
Bina poori tarah bheege
Ab chain naa aaye
Tamanna hai ke zoron ki
Barsaat ho jaaye.


