“Bas Mein Nahi” Song Details:
| Movie: | Love Hostel |
| Singer(s): | Clinton Cerejo |
| Lyricist(s): | Siddhant Kaushal |
| Music Director(s): | Clinton Cerejo, Bianca Gomes |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Shanker Raman |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Bobby Deol, Vikrant Massey, Sanya Malhotra, Raj Arjun |
| Release on: | 25th February, 2022 |
Pyar mein bas mein nahi rehta ye dil
Kayado ke na rahe kaabil
Roz hi baghi hawaon ki tarah
Zamane se takraye dil
Pyar mein bas mein nahi rehta ye dil
Kayado mein na rahe shamil
Daal ke jhola fakiron ki tarah
Deewane sa ho jaaye dil
Ishq mein sookun aisa
Dhoop mein mile jaisa
Bargad ke niche
Bargad ke niche
Rooh jaanti hai rooh
Sadiyon ki woh khushboo
Kudarat jo sinche
Kudarat jo sinche
Pyar mein bas mein nahi rehta ye dil
Kayado ke na rahe kaabil
Roz hi baghi hawaon ki tarah
Zamane se takraye dil.


