बारिश बनके आना Baarish Banke Aana Lyrics

बारिश बनके आना Baarish Banke Aana Lyrics Lyrics

“Baarish Banke Aana” Song Details:

Label: Elegant Eye Production
Singer(s): Mohit Chauhan
Lyricist(s): Amit Lakhani, Sam Sadhani
Music Director(s): Sugat Dhanvijay
Genre(s): Romantic
Music Label: © Elegant Eye Production
Starring: Sara Khan, Shantanu Raje

Aa phir se milte hain hum do
Jaise mile pehli daafa
Aa karte ishq hum phir se
Jo hoga phir naa dobara

Baarishein baras gayi
Magar dil yeh bheeg na paya
Ab ke joh aaye sawan
To saath mein tum bhi aana

Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana

Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana


Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana

Raas aaye na jahan ke rang
Tere sang le chaal kahin
Khwaabon mein jo the khoye huye
Pal woh sachh kar sabhi

Pehchan de tu khud ko
Inn bundon sang kahin
Khud ho kar juda juda yeh
Hai humko mila nahi

Aa phir se milte hain hum do
Jaise mile pehli daafa

Baarishein baras ke gayi
Magar dil yeh bheeg na paya
Ab ke joh aaye sawan
Toh saath mein tum bhi aana

Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana

Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana

Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top