बेवजह Bewajah Lyrics

बेवजह Bewajah Lyrics Lyrics

“Bewajah” Song Details:

Label: Indie Music Label
Singer(s): Hardil Pandya
Lyricist(s): Shravan Pundirr
Composer(s): Hardil Pandya
Music Director(s): Robinson Shalu
Genre(s): Sad
Music Label: © Indie Music Label

Kyun tode tune saare vaadein
Tanha chhoda raaho mein laake
Ankhen meri bin tere jaage
Jaun main kahan

Kyun aahate hai peeche bhaage
Thak gaya hoon jaage jaage
Dard bhi ab ankhe maange
Ro lu main zara

Meri taqdeer thi tu
Main tera naseeb tha
Kyu mil na paaye ye bata

Toda kyun chhoda tahna mujhko bewajah
Teri hi yaade hai bus ab to har jagah
Aansuo ki baarish hai aur tanha main khada
Teri hi yaade hai bus ab to har jagah

Pehli mulaqat ki wo raat
Tera saath woh barsaat
Yaad aati hai
Keh na paaya jo main dil ki baat
Woh jazbaat ban beh jaati hai
Yaad aati hai
Tera har khwab mera tha
Falak par bas savera tha
Na ho paaya kisi ka dil ye tera tha


Toda kyun chhhod tanha mujhko bewajah
Teri yaadein hai bas ab toh har jagah
Aansuon ki baarish hai aur tanha main khada
Teri hi yaadein hai bas bas ab to har jagah

Toda kyun mujhe chhoda kyun
Toda kyun mujhe chhoda kyun
Toda kyun mujhe chhoda kyun bewajah

Toda kyun mujhe chhoda kyun
Toda kyun mujhe chhoda kyun
Toda kyun mujhe chhoda kyun bewajah.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top