मन जोगिया Mann Jogiya Lyrics

मन जोगिया Mann Jogiya Lyrics Lyrics

“Mann Jogiya” Song Details:

Label: Nav Records
Singer(s): Yasser Desai
Lyricist(s): Shakeel Azmi
Music Director(s): Harish Sagane
Genre(s): Romantic
Music Label: © Nav Records
Starring: Neil Bhatt, Aishwarya Sharma Bhatt

Mann jogiya hua jogiya hua re
Rang laga mujhko yaar gerua
Ek chehre mein basa yeh jahan hai saara
Mera ishq mera pyar gerua

Mere dil ka dil nashi woh hai
Meri jaan ka jaanasheen woh hai
Mere main ka hamnsheen woh hai
Mere main ka hamnasheen woh

Woh naam woh kahani
Hai yaad muh zubani
Woh mera yaar e jaani
Jaani maula

Main aag hoon woh paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula


Woh naam woh kahani
Hai yaad muh zubani
Woh mera yaar e jaani
Jaani maula

Main aag hoon woh paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula

Dariya dariya uski lahere
Aur sahil sa hoon main
Main hawa hoon woh hai khushbhoo
Usme shamil sa hoon main

Hmmm dariya dariya uski lahere
Aur sahil sa hoon main
Main hawa hoon woh hai khushbhoo
Usme shamil sa hoon main

Main usme shaam ke surajon sa utra
Woh chamke dhar dhar gerua
Ek chehre mein basa yeh jahan hai sara
Mera ishq mera pyar gerua

Mere dil ka dilnashi woh hai
Meri jaan ka jaanasheen woh hai
Mere main ka hamnsheen woh hai
Mere main ka hamnasheen woh

Woh naam woh kahani
Hai yaad muh zubani
Woh mera yaar e jaani
Jaani maula

Main aag hoon woh paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula

Woh naam woh kahani
Hai yaad muh zubani
Woh mera yaar e jaani
Jaani maula

Main aag hoon woh paani
Do labz hai do maani
Milne ki phir bhi thani
Thani maula.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top