में बेवफा नहीं Main Bewaffa Nahinn Lyrics

में बेवफा नहीं Main Bewaffa Nahinn Lyrics Lyrics

“Main Bewaffa Nahinn” Song Details:

Album/Label: Dheere Dheere Raffta Raffta
Singer(s): Pawandeep Rajan
Lyricist(s): Sameer Anjaan
Music Director(s): Anand-Milind
Genre(s): Sad
Music Label: © Himesh Reshammiya Music And Melodies
Starring: Pawandeep Rajan
Release on: 16th August, 2022

Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Main kuch bhi ho sakta hu
Par mein bewafa nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Main kuch bhi ho sakta hu
Par mein bewafa nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Kya sach hai meri jaane jaana
Tujhko khabar nahi
Meri aaho ka jaane kyun
Tujhpe asar nahi


Mere dil ke toote tukdo pe bhi
Teri nazar nahi
Jo kuch hua hai usme meri
Koi khata nahi

Main kuch bhi ho sakta hu
Par mein bewafa nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Ek baar to mil ke samjhado
Kiss baat se tuje gila
Kis julm ka tune mujhko diya hai
Itana bura sila

Mujhe batlaane ka koi mauka
Mujhko nahi mila
Kisi gair ko bhi koi deta nahi hai
Itani badi saza

Main kuch bhi ho sakta hu
Par mein bewafa nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi
Mujhko pata nahi
Mujhko pata nahi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top