मेरी ज़िन्दगी में तुम क्यों आये Meri Zindagi Mein Tum Kyon Aaye Lyrics

मेरी ज़िन्दगी में तुम क्यों आये Meri Zindagi Mein Tum Kyon Aaye Lyrics Lyrics

“Meri Zindagi Mein Tum Kyon Aaye” Song Details:

Movie: Goonj
Singer(s): Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Sardul Singh Kwatra
Music Director(s): Sardul Singh Kwatra
Genre(s): Sad
Director(s): Phani Majumdar
Music Label: © Saregama
Starring: Suresh, Suraiya, Sapru, Madan Puri, Manju

Kismat ruthe beshaq ruthe
Tum ruthe mar jaaungi
Naam tumhara le le saajan
Gali-gali main gaaungi

Meri zindagi mein tum kyon aaye
Meri zindagi mein tum kyon aaye
Wo kya jaane ulfat kyaa hai
Wo kya jaane ulfat kyaa hai
Jo nehaa laga ke chalaa jaaye
Meri zindagi mein tum kyon aaye
Meri zindagi mein tum kyon aaye

Haay buri dukhiyaa dil ki
Mera dard badhaao naa baalam
Mera sabr padaa tumse jo kahin
Jal jaaoge tum mar jaayenge ham
Jal jaaoge tum mar jaayenge ham
Dukhiyaa dil ki wo haay hai
Dukhiyaa dil ki wo haay hai
Jo saare zamaane ko sulagaaye
Meri zindagi mein tum kyon aaye
Meri zindagi mein tum kyon aaye

Sau dard diye tumne phir bhi
Ham naam tumhara lete hain
O bhulne waale beqadre
Jaa tujhko duaa ye dete hain
Jaa tujhko duaa ye dete hain
Ham yaad kabhi na aayein tujhe
Ham yaad kabhi na aayein tujhe
Tu beete dinon ko bisar jaaye
Meri zindagi mein tum kyon aaye
Meri zindagi mein tum kyon aaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top