मेरी हो जा Meri Ho Ja Lyrics

मेरी हो जा Meri Ho Ja Lyrics Lyrics

“Meri Ho Ja” Song Details:

Label: T-Series
Singer(s): Sachet-Parampara
Lyricist(s): Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director(s): Sachet-Parampara
Genre(s): Love
Music Label: © T-Series
Starring: Sachet Tandon, Parampara Tandon

Mayo Tere Naal Basiya
Ke Hor Koi Basebi Na
Mayo Tere Naal Katiya
Ke Hor Koi Kate Bina

Mahi Main Hoon Teri Aur Tu Hi Mera
Mahi Main Hoon Teri Aur Tu Hi Mera

Bewajah Saansein Chal Rahi Hai Seene Mein
Inko Tu Aate Jaate Choo Zara
Mere Ho Maye Ne Dil Laga Ke Tu Mujhse
Meri Bnade Kismat Tu Zara

Ishq Yeh Hoyea Jabse Keh Raha Tu Main Tabse
Rooh Ne Kaha Jo Sunn Zara
Tu Meri Ho Ja Kisi Ki Na Hona
Itna Chaha Tujhe Na Chahun Tujhe Khona
Tu Meri Ho Ja Kisi Ki Na Hona
Hai Tujhse Jagirein Na Mangu Chandi Sona
Tu Meri Ho Ja
Tu Meri Ho Ja
Tu Meri Ho Ja


Yun Khushnuma Zindagi Hai
Khush Tumse Hi Har Khushi Hai
Kho Gaye Hain Aansu
Har Baat Jaise Nayi Hai

Kismaton Ke Sitare Ik Nahi Sare Sare
Paa Gaya Hu Main Tumse Hi
Yeh Hua Jabse Hu Main Judaa Jagse
Tu Meri Ho Ja Kisi Ki Na Hona
Itna Chaha Tujhe Na Chahun Tujhe Khona
Tu Meri Ho Ja Kisi Ki Na Hona
Hai Tujhse Jagirein Na Mangu Chandi Sona
Tu Meri Ho Ja
Tu Meri Ho Ja
Tu Meri Ho Ja

Mayo Tere Naal Basiya
Ke Hor Koi Basebi Na
Mayo Tere Naal Katiya
Ke Hor Koi Kate Bina

Mahi Main Hoon Teri Aur Tu Hi Mera
Mahi Main Hoon Teri Aur Tu Hi Mera

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top