मेरे महबूब मेरे सनम Mere Mehboob Mere Sanam Lyrics

मेरे महबूब मेरे सनम Mere Mehboob Mere Sanam Lyrics Lyrics

“Mere Mehboob Mere Sanam” Song Details:

Movie: Bad Newz
Singer(s): Udit Narayan, Alka Yagnik
Lyricist(s): Lijo George
Music Director(s): Lijo George, DJ Chetas
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Anand Tiwari
Music Label: © Saregama Music
Starring: Vicky Kaushal, Triptii Dimri, Ammy Virk, Neha Dhupia
Release on: 19th July, 2024

Kab Maine Ye Socha Tha
Kab Maine Ye Jaana Tha
Kab Maine Ye Socha Tha
Kab Maine Ye Jaana Tha

Tum Itna Badal Jaoge
Tum Itna Mujhe Chahoge
Tum Itna Pyaar Karoge
Tum Yoon Ikraar Karoge

Mere Mehboob Mere Sanam
Shukriya Meherbaani Karam
Mere Mehboob Mere Sanam
Shukriya Meherbaani Karam

Ho Sapno Mein Mere Tum Aaye
Mere Dil Pe Aise Chaaye
Tumko Kya Bataye Piya


Hum Aaye Tere Peeche Peeche
Aankhein Apni Meeche Meeche
Tumko Hi Chaahe Piya

Pehle to Nahin Hoti Thi Yoon Pyaar Ki Baatein
Hairaan Hoon Main Sunke Sarkaar Ki Baatein
Ikraar Ki Baatein Ho Ya Inkaar Ki Baatein

Baat Chhedi to Hai Kam Se Kam
Shukriya Meherbaani Karam
Mere Mehboob Mere Sanam
Shukriya Meherbaani Karam

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top