मैं रोयां Main Royaan Lyrics

मैं रोयां Main Royaan Lyrics Lyrics

“Main Royaan” Song Details:

Label: Desi Music Factory
Singer(s): Tanveer Evan, Yasser Desai
Lyricist(s): Rana Sotal
Music Director(s): Rajat Nagpal
Genre(s): Sad
Music Label: © Desi Music Factory
Starring: Rohit Zinjurke, Akaisha Vats

Main royaan
Tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila

The kabhi baahon mein
Ab meri duaon mein
Kis baat ki hai yeh saja

Tere jaane ke baad kiya
Har pal yaad kiya
Na kahin pe na kahin pe
Sukoon mila

Main royaan
Tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila


Main royaan
Tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila

Kaali kaali raaton mein
Ginta hoon sitaaron ko
Tanhaai mein main royaan
Gale laga deewaron ko

Kaali kaali raaton mein
Ginta hoon sitaaron ko
Tanhaai mein main royaan
Gale laga deewaron ko

Bhoola ke shikve gile
Aa mil ja mujhe
Hai jo mera haq dila

Main royaan
Tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila

Main royaan
Tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila

Rane ab ghamon ka
Dil se jaana banta hai
Banta hai banta hai
Tera aana banta hai

Rane ab ghamon ka
Dil se jaana banta hai
Banta hai banta hai
Tera aana banta hai

Ek haseen shaam de
Dardon ko aaram de
Bas mita de jo gila

Main royaan
Tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila

Main royaan
Tujhe dhoondh dhoondh ke
Roya tha main tu na mila.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top