मोहब्बत की बरसात Mohobbat Ki Barsaat Lyrics

मोहब्बत की बरसात Mohobbat Ki Barsaat Lyrics Lyrics

“Mohobbat Ki Barsaat” Song Details:

Label: White Hill Beats
Singer(s): Shivam Grover
Lyricist(s): Sanjeev Chaturvedi
Composer(s): Sanjeev Chaturvedi
Music Director(s): Sanjeev Chaturvedi
Genre(s): Love
Music Label: © White Hill Beats
Starring: Shivam Grover, Tania Rathi

Chaandni Raat Hai Tu Mere Sath Hai
Ye Haqeeqat Hai Ya Phir Koi Khwaab Hai
Dil Ki Hai Aarzoo Dil Se Lag Jaau Yun
Qaid Khwahish Ko Yara Tum Aazad Kar Do

Mohabbat Ki Barsaat Kar Do
Mohabbat Ki Barsaat Kar Do
Qaid Khwaahish Ko Aazaad Kar Do
Mohabbat Ki Barsaat Kar Do

Milta Tha Tumse Khwabon Me Har Din
Huye Aaj Tum Rubaroo Hai Mausam Gulabi
Zara Sa Sharabi Behkane Lagi Aarzoo
Dil Pe Ehsaan Ek Baar Kar Do

Mohabbat Ki Barsaat Kar Do
Mohabbat Ki Barsaat Kar Do
Qaid Khwaahish Ko Aazaad Kar Do
Mohabbat Ki Barsaat Kar Do


Baarish Ke Boondon Mein Kaisi Agan Hai
Dil Ye Pighalne Laga Tod Ke Bandishen
Aa Lipat Jaao Na Dil Ye Machalne Laga
Lab Se Chhoo Kar Ke Beqaraar Kar Do

Mohabbat Ki Barsaat Kar Do
Mohabbat Ki Barsaat Kar Do
Qaid Khwaahish Ko Aazaad Kar Do
Mohabbat Ki Barsaat Kar Do

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top