यादे कितनी यादें दिल मैं जगी है Kitni Yaade Dil Mein Jagi Hai Lyrics

यादे कितनी यादें दिल मैं जगी है Kitni Yaade Dil Mein Jagi Hai Lyrics Lyrics

“Kitni Yaade Dil Mein Jagi Hai” Song Details:

Movie: Angaaray
Singer(s): Alka Yagnik
Lyricist(s): Javed Akhtar
Composer(s): Anu Malik
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Playful
Director(s): Mahesh Bhatt
Music Label: © T-Series
Starring: Akshay Kumar, Nagarjuna, Pooja Bhatt, Sonali Bendre, Paresh Rawal, Gulshan Grover
Release on: 24th July, 1998

Yaade kitni yaade, dil mein jagi hai
Baate kitni baate yaad aati hai

Dil me jagi kitni yaade
Kitni baate tum suno to
Hum ye suna de dil mein jagi
Kitni yaade kitni baate
Tum suno to hum ye suna de
Dil me jagi kitni yaade kitni baate
Tum suno to hum ye suna de
Dil mein jagi yaade kitni yaade
Dil mein jagi hai

Mohale ajab the wo,
Ajab unki galiya thi
Jo pathar pe khilti thi
Wo bachpan ki kaliya thi
Ho mohale ajab the wo,
Ajab unki galiya thi
Jo pathar pe khilti thi
Wo bachpan ki kaliya thi

Ho kaha humko gham tha
Aa dar dar bdar the
Ek dusare ke dilo mein to ghar the
Tha bachpan mein jaise yahi kam apna
Jo diwar payi likha naam apna
Shararte tumhari ki hume badi pyari
Shararte tumhari ki hume badi pyari
Yaad aa gayi wo shokhiya
Dil mein jagi kitni yaade
Kitni baate tum suno to
Hum ye suna de dil mein jagi
Kitni yaade kitni baate
Tum suno to hum ye suna de
Dil me jagi yaade kitni yaade
Dil mein jagi hai

Wo barish bhi yaad aayi
Wo kagaj ki nav bhi
Wo sardi ka mosam bhi
Wo jalta alav bhi
Ho wo barish bhi yaad aayi
Wo kagaj ki nav bhi
Wo sardi ka mosam bhi
Wo jalta alav bhi
Ho yaad aa gaye hai
Sun dost mere phir wo ujale
Phir wo andhere,
Bit gaye the khane ko jo din
Lot ke aaye sath wo tere

Purane din jhalke
To aansu mere chhalke
Purane din jhalke
To aansu mere chhalke
Yaad aa gyai wo dasta
Dil me jagi kitni yaade
Kitni baate tum suno to
Hum ye suna de dil mein jagi
Kitni yaade kitni baate
Tum suno to hum ye suna de
Dil mein jagi yaade kitni yaade
Dil mein jagi hai
Baate kitni baate yaad aati hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top