ये जग झूठा Ye Jag Jhoota Lyrics

ये जग झूठा Ye Jag Jhoota Lyrics Lyrics

“Ye Jag Jhoota” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Neha Rajawat
Lyricist(s): Rahul Dayma
Music Director(s): Mayank Gupta
Genre(s): Playful
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Rumman Ahmed, Vansh Nayar

Ye Jag Jhoota Tu Hi Mujhe Aapna Lage
Maan Mera To Bas Teri Taraf Hi To Bhage
Ye Jag Jhoota Tu Hi Mujhe Aapna Lage
Maan Mera To Bas Teri Taraf Hi To Bhage

Raabse Mile Main To Nahin
Tu Hi Mujhko Mera Khuda Lage

Ye Jag Jhoota Tu Hi Mujhe Aapna Lage
Maan Mera To Bas Teri Taraf Hi To Bhage
Ye Jag Jhoota Tu Hi Mujhe Aapna Lage
Maan Mera To Bas Teri Taraf Hi To Bhage

Jaabse Hain Paya Tera Saath Jo
Duniya Bhi Puri Si Lagne Lagi
Haathon Mein Aaya Tera Haath Jo
Rahein Bhi Meri Sambhalne Lagi


Jaabse Hain Paya Tera Saath Jo
Duniya Bhi Puri Si Lagne Lagi
Haathon Mein Aaya Tera Haath Jo
Rahein Bhi Meri Sambhalne Lagi

Tere Bin Harriya Kattu Kaise Raat Din Yeh
Hoga Na Ye Gavara Ek Paal Bhi Kasam Se

Ye Jag Jhoota Tu Hi Mujhe Aapna Lage
Maan Mera To Bas Teri Taraf Hi To Bhage
Ye Jag Jhoota Tu Hi Mujhe Aapna Lage
Maan Mera To Bas Teri Taraf Hi To Bhage

Thodi Si Derr Ruko Na Jara
Aadi Adhuri Hain Bathein Meri
Kaab Ye Gujarta Hain Waqt Mera
Hoti Huu Bahon Mein Jaab Mein Teri

Thodi Si Derr Ruko Na Jara
Aadi Adhuri Hain Bathein Meri
Kaab Ye Gujarta Hain Waqt Mera
Hoti Huu Bahon Mein Jaab Mein Teri

Kaise Phir Na Rukthe
Kyu Ye Lamhein Milanke
Dil Ko Hain Teri Chahat
Baaki Saab To Wahem Hain

Ye Jag Jhoota Tu Hi Mujhe Aapna Lage
Maan Mera To Bas Teri Taraf Hi To Bhage
Ye Jag Jhoota Tu Hi Mujhe Aapna Lage
Maan Mera To Bas Teri Taraf Hi To Bhage

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top