रब की दुआ Rab Ki Dua Lyrics

रब की दुआ Rab Ki Dua Lyrics Lyrics

“Rab Ki Dua” Song Details:

Movie: Ek Tarfa
Singer(s): Harshit Saxena
Lyricist(s): Jyoti Jha
Music Director(s): Harshit Saxena
Genre(s): Playful
Director(s): Ejaz
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Manvi Chugh, Faisal Khan, Avtar Gill

Khamoshi Ki Zubaan Ban Gayi Tu
Sun Ke Jise Sukoon Mila
Aahista Se Karib Aa Gayi Tu
Choo Ke Tujhe Ishq Jaga

Tu Rab Ki Dua
Tu Rab Ki Dua
Maine Jo Mangi Thi Jo
Tu Rab Ki Dua

Tu Sajda Mera
Tu Mera Khuda
Maine Jo Mangi Thi Wo
Tu Rab Ki Dua

Baahon Mein Aake Dheeme Se
Saanson Ne Yeh Kya Keh Diya
Aagosh Mein Hum Sulagne Lage
Khwabo Ka Lam Pighalne Laga


Dooba Tujhme Kinara Mila
Bhatke Armaan Ko Bhi Sahara Mila
Agar Sauda Saanso Ka
Ke Marke Bhi Ab Hum Na Ho Judaa

Tu Rab Ki Dua
Tu Rab Ki Dua
Maine Jo Mangi Thi Jo
Tu Rab Ki Dua

Tu Sajda Mera
Tu Mera Khuda
Maine Jo Mangi Thi Wo
Tu Rab Ki Dua

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top