वक़्त के जंगल Waqt Ke Jungle Lyrics

वक़्त के जंगल Waqt Ke Jungle Lyrics Lyrics

“Waqt Ke Jungle” Song Details:

Movie: Dobaaraa
Singer(s): Armaan Malik
Lyricist(s): Hussain Haidry
Music Director(s): Gaurav Chatterji
Genre(s): Sad
Director(s): Anurag Kashyap
Music Label: © Saregama Music
Starring: Taapsee Pannu, Pavail Gulati
Release on: 19th August, 2022

Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara, ik banjaara
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara

Ghoome galiyon mein
Gol gol zindagi
Mile joh bhi lage
Zara zara ajnabi

Ghoome galiyon mein
Gol gol zindagi
Mile joh bhi lage
Zara zara ajnabi

Aur nazarein dhoondhe raah
Dikhaane waala sitaara
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara


Qadam qadam yeh dam badam
Sawaalon mein khoya chala jaaye hai
Qadam qadam ye dam badam
Andheron mein dooba chala jaaye hai

Sawaalon mein khoya
Andheron mein dooba
Sawaalon mein khoya
Andheron mein dooba

Chala jaaye hai
Chala jaaye hai
Chala jaaye hai

Phire tanha musaafiron sa gamzada
Suni raat bhar aahaton ki ye sada

Aur raat kahe sub haan
Naa aayegi dobaara
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top