शरबत जैसा पानी Sharbat Jaisa Paani Lyrics

शरबत जैसा पानी Sharbat Jaisa Paani Lyrics Lyrics

“Sharbat Jaisa Paani” Song Details:

Label: White Hill Beats
Singer(s): Arko
Lyricist(s): Arko
Music Director(s): Arko
Genre(s): Love
Music Label: © White Hill Beats
Starring: Satvik Sankhyan, Anicka

Dard aisa bhi
Kisi peer ka
Ho nahi sakta

Kaun kehta hain
Ranjha heer ka
Ho nahi sakta

Sharbat jaisa jaisa
Sharbat jaisa jaisa

Oho kaun shehar ki balliye
Main door se hi maar jaani
Kiya nazar se chaalni jigra
Dil pighal ke paani paani


Oho wai wai wai wai ho ho
Oho wai wai wai wai ho ho
Bijliyan teri ankhon se dil pe giri
To woh phool bann gaye
Titliyan tere chaukhat se udd ke gaye
To fizool bann gaye

Kabhi coffee pe toh chaliye
Peele chehra noorani
Saadgi bhi aur rang bhi
Sharbat jaisa paani

Oho wai wai wai wai ho ho
Oho wai wai wai wai ho ho

Kuch dabe paon samajhdari se
Woh ishq karte hain
Haan kuch dabe paon
Kuch dabe paon
Kuch samajhdari se
Woh ishq karte hain

Ho khwaabon mein gudguda ke
Muskurane pe majboor karte hain
Ho jaaniyan yakeenan tujhi se
Judi hain meri daastan

Tu meharban jo ho jaaye to
Phir mukammal mera karwaan

Kabhi baahon mein bhi miliye
Mehsoos ho kuch ruhaani
Saadgi bhi aur rang bhi
Sharbat jaisa paani

Oho wai wai wai wai ho ho
Oho wai wai wai wai ho ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top