शिव शंकर का भजन करो Shiv Shankar Ka Bhajan Karo Lyrics

शिव शंकर का भजन करो Shiv Shankar Ka Bhajan Karo Lyrics Lyrics

“Shiv Shankar Ka Bhajan Karo” Song Details:

Label: Bhakti Dwar
Singer(s): Aabha Tripathi
Lyricist(s): Bittu Sonkar
Music Director(s): Suraj Nirmal
Genre(s): Shiv Bhajan
Music Label: © Bhakti Dwar

Subhah subhah chalo shiv shankar ka bhajan karo

Shiv sharan mein sar juka kar naman karu

Tere saare dukh sada mit jaayenge
Man banalo mandir phir shiv aayenge
Choti si hai zindagi kuch jatan karo
Choti si hai zindagi kuch jatan karo

Shiv sharan mein sar juka kar naman karu
Subhah subhah chalo shiv shankar ka bhajan karo

Shiv ki mahima jag mein aprampaar hai
Pooje jo shiv ko uska beda paar hai
Shiv hi denge fal sada tum bhajan karo
Shiv hi denge fal sada tum bhajan karo

Shiv sharan mein sar juka kar naman karu
Subhah subhah chalo shiv shankar ka bhajan karo

Ant mein shiv hi tere kaam aayenge
Mukti daata shiv mein sab mil jaayenge
Karke nirmal man ko shiv sumiran karo
Karke nirmal man ko shiv sumiran karo

Shiv sharan mein sar juka kar naman karu
Subhah subhah chalo shiv shankar ka bhajan karo

Subhah subhah chalo shiv shankar ka bhajan karo
Subhah subhah chalo shiv shankar ka bhajan karo
Subhah subhah chalo shiv shankar ka bhajan karo.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top