सब्र ए दिल टूटे Sabr E Dil Toote Lyrics

सब्र ए दिल टूटे Sabr E Dil Toote Lyrics Lyrics

“Sabr E Dil Toote” Song Details:

Movie: Kushi
Singer(s): Vishal Mishra
Lyricist(s): Raqueeb Alam
Composer(s): Hesham Abdul Wahab
Music Director(s): Hesham Abdul Wahab
Genre(s): Sad
Director(s): Shiva Nirvana
Music Label: © Saregama Music
Starring: Vijay Deverakonda, Samantha Ruth Prabhu, Jayaram
Release on: 1st September, 2023

Alvida Alvida
Hai Ye Dil Ki Sadaa
Khush Tu Rahna Sajnaa

Sabr-E-Dil Toote
Abregham Phoote
Chubhe Nazar Teri
Jaise Nashtar

Sisakati Hai Saansein
Tadapti Hai Baahein
Juda Hai Ab Raahein
Juda Hai Safar

Ho Kadam Kadam Pe Jo Saaya Banke
Fida Fida Rahaa
Usi Ne Kardi Hai Bewafaai
Ki Ye Intehaan


Kabhi Gam Hai
Marham Hai
Uski Haseen Yaadein

Kabhi Doori Sindoori
Chaahat Ki Sarhadein

Sisakati Hai Saansein
Tadapti Hai Baahein
Juda Hai Ab Raahein
Juda Hai Safar

O Shamaa Pe Jaise Jale Patangaa
Jalun Main Pyaar Mein
Tujhe Bhulaa Doon
Nahi Rahaa Mere Ekhteyaar Me

Tera Jitna Dil Chaahe
Tarkash Me Teer Rakhle
Chaahat Na Kam Hogi
Le Intehaan Le

Alvida Alvida
Hai Ye Dil Ki Sadaa
Khush Tu Rahna Sajnaa

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top