साथिया तू वादा कर Saathiya Tu Wada Kar Lyrics

साथिया तू वादा कर Saathiya Tu Wada Kar Lyrics Lyrics

“Saathiya Tu Wada Kar” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Prateeksha Srivastava
Lyricist(s): Kausar Jamot
Music Director(s): Kausar Jamot
Genre(s): Playful
Music Label: © Zee Music Company

Jaane Kaise Hua Mujhpe Tera Aashar
Main Na Jaanu Piya Kya Pata Kya Khabar
Aab To Hain Iss Kadar Ishq Tumse Mujhe
Haar Jagah Be Wajah Main Firu Darbadar
Main Jahan Pe Dekhu Tu Aaye Nazar

Saathiya Tu Wada Kar Chahey Aadha Aadha Kar
Tere Sang Bite Ye Umar Tu Dhadke Mera Dil Bankar
Saathiya Tu Wada Kar Chahey Aadha Aadha Kar
Tere Sang Bite Ye Umar Tu Dhadke Mera Dil Bankar

Tu Mera Main Teri Kehti Ye Chahat Meri
Yaad Teri Pal Pal Aaye Na Sahi Jaye Yeh Duri
Jo Dil Mein Thi Aab Meri Wo Khwahish Ho Gayi Puri
Aisa Sanam Paya Maine Nahi Hogi Koi Majboori
Aisa Hua Hai Dil Pe Ishq Ka Asar

Saathiya Tu Wada Kar Chahey Aadha Aadha Kar
Tere Sang Bite Ye Umar Tu Dhadke Mera Dil Bankar
Saathiya Tu Wada Kar Chahey Aadha Aadha Kar
Tere Sang Bite Ye Umar Tu Dhadke Mera Dil Bankar


Dil Ek Dua Bass Mange
Mujhse Wo Durr Na Jaye
Tere Bina Ho Jeena Aisa
Ek Din Bhi Na Aaye

Yeh Pyaar Jise Ho Jaye
Bass Wo Hee Samajh Ye Paye
Dil Se Dil Ka Rishta To
Koi Bhi Tod Na Paaye
Le Chal Waha Pe Tu Jaye Jidhar

Saathiya Tu Wada Kar Chahey Aadha Aadha Kar
Tere Sang Bite Ye Umar Tu Dhadke Mera Dil Bankar
Saathiya Tu Wada Kar Chahey Aadha Aadha Kar
Tere Sang Bite Ye Umar Tu Dhadke Mera Dil Bankar

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top