“Saawan Ishq Bharke Laaya Hai” Song Details:
| Label: | Zee Music Company |
| Singer(s): | Utkarsh Singh |
| Lyricist(s): | Utkarsh Singh |
| Composer(s): | Utkarsh Singh |
| Music Director(s): | Shail Saini |
| Genre(s): | Romantic |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Akaisha Vats, Shashwat Tripathi |
Ye Kehar Hai Baarish Ka Aaya
Teri Zulfon Ka Jadoo Hai
Barsa Saawan Pehle Bhi
Dil Paheli Dafa Beqaboo Hai
Ye Boonde Hai Ya Pani Mein
Shayar Koi Gool Aaya Hein
Ghazal Hasi Ik Meri Teri
Baarish Mein Likhne Aaya
Paigam Mohabbat Ka Rimzhim
Baras Baras Ke Aaya Hein
Mujhe Tumse Milane Hi
Saawan Ishq Bharke Laaya Hai
Kehna Tha Jo Dil Ko Tumse
Saawan Kehne Aaya Hai
Mujhe Tumse Milane Hi
Saawan Ishq Bharke Laaya Hai
Kehna Tha Jo Dil Ko Tumse
Saawan Kehne Aaya Hai
Ye Saazish Hai Sab Bijli Ki
Jo Tu Yun Gabhraya Hein
Gabhra Kar Tu Phir Meri
Baahon Mein Simat Ke Aaya Hein
Sard Hawa Ne Sine Mein
Zoro Ki Aag Lagayi Hein
Dekh Najara Boonde Bhi
Teri Palkon Pe Sarmayi Hein
Tez Huyi Baarish Hum Ko
Mausam Ka Ishara Aaya Hein
Khwabon Ka Dariya Hi Sara
Hothon Pe Kar Ke Aaya Hein
Mujhe Tumse Milane Hi
Saawan Ishq Bharke Laaya Hai
Kehna Tha Jo Dil Ko Tumse
Saawan Kehne Aaya Hai
Mujhe Tumse Milane Hi
Saawan Ishq Bharke Laaya Hai
Kehna Tha Jo Dil Ko Tumse
Saawan Kehne Aaya Hai


