सीली सीली Seeli Seeli Lyrics

सीली सीली Seeli Seeli Lyrics Lyrics

“Seeli Seeli” Song Details:

Label: Deejay International
Singer(s): Raj Barman
Lyricist(s): Deepak Jeswal
Music Director(s): Anuj Bhatt
Genre(s): Love
Music Label: © Deejay International
Starring: Gourav Bajwa, Deepika

Seeli Seeli Hawaayein Aayein
Mann Ko Jala Ke Jaayein
Seeli Seeli Hawaayein Aayein
Mann Ko Jala Ke Jaayein

Yaadon Me Main Teri Hoon Aisa Khoya
O Yaadon Me Main Teri Hoon Aisa Khoya

Barkha Ki Rut Chhaaye
Baadalon Ke Ghere Laaye
Poucho Nazare Mujhse
Mujhe Kya Hua

Jab Se Mila Hoon Tujhse
Din Ka Pata Nahin Tab Se
Raaton Ka Haal Na Poocho
Na Poocho


Mere Dil Mein Tumne
Aise Kiye Hain Phere
Deewana Banke Main Phirun
Main Phirun

Seeli Seeli Hawaayein Aayein
Mann Ko Jala Ke Jaayein
Seeli Seeli Hawaayein Aayein
Mann Ko Jala Ke Jaayein

Yeh Rut Yeh Hawaayein
Parhon Ki Fizayein
Yeh Umr Ki Dastak
Yeh Pehli Wafaayein

Ishq Yun Hi Aata Hai
Dil Mein Ghar Wo Karta Hai
Bandhan Ek Pyaar Ka Bandh Jaata Hai

Tore Se Bhi Yeh Na Tu Tute
Rishta Ek Ban Jaata Hai
Khud Ko Khud Se Hi Juda Kar Jaata

Seeli Seeli Hawaayein Aayein
Mann Ko Jala Ke Jaayein
Seeli Seeli Hawaayein Aayein
Mann Ko Jala Ke Jaayein

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top