हनुमान करेंगे कल्याण Hanuman Karenge Kalyan Lyrics

हनुमान करेंगे कल्याण Hanuman Karenge Kalyan Lyrics Lyrics

“Hanuman Karenge Kalyan” Song Details:

Label: Hansraj Raghuwanshi
Singer(s): Hansraj Raghuwanshi
Lyricist(s): Kaushal Kishore
Music Director(s): Gaurav Vaswani, Shamita Bhatkar
Genre(s): Bhajan, Hanuman Bhajan
Music Label: © Hansraj Raghuwanshi
Starring: Ankit Baiyanpuria

Haar Gaya Jo Jag Mein Sabse
Aaye Baithe Sharan Tihaare
Ramban Mein Tu Batlaaye
Aake Pakde Charan Tumhaare

Laakh Vipatti Ka Parvat Ho
Laakh Vipatti Ka Parvat
Unke Liye Kan Ke Hi Samaan

Hanuman Karenge Kalyan
Hanuman Karenge Kalyan
Jap Le Tu Ram Ka Naam
Jap Le Tu Ram Ka Naam
Hanuman Karenge Kalyan
Hanuman Karenge Kalyan

Yun Hi Nahin Tumhein Maruti Nandan
Sab Dukh Bhanjan Kehte Hain
Yun Hi Nahin Tumhein Deen Dayalu
Sankat Mochan Kehte Hain


Ravan Ko Kaal Dikhaya
Apna Roop Vishal Dikhaya
Lakhan Ji Aaye Vijay Dilaaye
Lakhan Ji Aaye Vijay Dilaaye
Ram Siya Ko Ayodhya Laaye

Ram Siya Ko Ayodhya Laayi
Ram Siya Ko Ayodhya Laayi
Hum Kya Kahenge Bhagwan Tumko
Hum Kya Kahenge Bhagwan Tumko
Kehte Swayam Shri Ram

Hanuman Karenge Kalyan
Hanuman Karenge Kalyan
Jap Le Tu Ram Ka Naam
Jap Le Tu Ram Ka Naam
Hanuman Karenge Kalyan
Hanuman Karenge Kalyan

Om Namo Hanumate Rudraavtaaraay
Vishwa Roopaay Amit Vikramaay Prakat
Praakramaay Mahaabalaasaya Soorya Koti
Samprabhaay Raamdootaay Namo Namh

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top