हम में है क्या Hum Main Hai Kya Lyrics

हम में है क्या Hum Main Hai Kya Lyrics Lyrics

“Hum Main Hai Kya” Song Details:

Movie: Nawab Sahib
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): C. Arjun
Music Director(s): C. Arjun
Genre(s): Love
Director(s): Rajinder Singh Bedi
Music Label: © Saregama
Starring: Parikshat Sahni, Farida Jalal, Rehana Sultan

Ham mein hai kya ke ham mein
Koyee hasina chahe
Ham mein hai kya ke ham mein
Koyee hasina chahe
Sirf jajbaat hai jajbaat mein
Kya rakhkha hai
Ham mein hai kya ke ham mein
Koyee hasina chahe

Kis ki takadir mein hai
Uanake mahakate gesu
Kis ke ghar felega
Us mast nazar ka jadu
Kis ki takadir mein hai
Uanake mahakate gesu
Kis ke ghar felega
Us mast nazar ka jadu
In pareshan sawalat mein
Kya rakha hai
Ham mein hai kya ke ham mein
Koyee hasina chahe

Itna deewana na ban
Ai dile betaab sambhaal
Woh agar mil bhee liye tujhase,
Toh itna na machal
Itna deewana na ban
Ai dile betaab sambhaal
Woh agar mil bhee liye tujhase,
Toh itna na machal
Betaalukh see mulaakat mein
Kya rakhkha hai
Ham mein hai kya ke ham mein
Koyee hasina chahe

Muskuraahat ko mohabbat ka
Ishara na samajh
Mil liye honge woh yun hee
Unhe apna na samajh
Muskuraahat ko mohabbat ka
Ishara na samajh
Mil liye honge woh yun hee
Unhe apna na samajh
Aise nadan khayalat mein
Kya rakhkha hai
Ham mein hai kya ke ham mein
Koyee hasina chahe.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top