हवाएँ Hawayein Lyrics

हवाएँ Hawayein Lyrics Lyrics

“Hawayein” Song Details:

Movie: Jab Harry Met Sejal (2017)
Singer(s): Arijit Singh, Pritam Chakraborty
Lyricist(s): Irshad Kamil
Composer(s): Pritam Chakraborty
Music Director(s): Pritam Chakraborty
Genre(s): Love
Director(s): Imtiaz Ali
Music Label: © Sony Music
Starring: Shah Rukh Khan, Anushka Sharma, Diljit Dosanjh
Release on: 4th August, 2017

Tujhko Main Rakh Loon Wahaan
Jahaan Pe Kahin
Hai Mera Yaqeen

Main Jo Tera Naa Huaa
Kisi Ka Nahin
Kisi Ka Nahin

Le Jaayein Jaane Kahaan
Hawayein Hawayein
Le Jaayein Tujhe Kahaan
Hawayein Hawayein

Begaani Hai Yeh Baaghi
Hawayein Hawayein
Le Jaaye Mujhe Kahan
Hawayein Hawayein


Le Jaayein Jaane Kahaan Na Mujhko Khabar
Na Tujhko Pataa

O

Banaati Hai Jo Tu
Woh Yaadein Jaane Sang Mere Kab Tak Chale
Inhi Mein to Meri
Subah Bhi Dhalein
Shamein Dhalein
Mausam Dhalein

Khayalon Ka Shehar
Tu Jaane Tere Hone Se Hi Aabaad Hai
Hawayein Haq Mein
Wohi Hai Aate Jaate Jo Tera Naam Le

Deti Hain Jo Sadayein
Hawayein Hawayein
Na Jaane Kya Batayein
Hawayein Hawayein
Le Jaaye Tujhe Kahaan
Hawayein Hawayein
Le Jaaye Mujhe Kahaan
Hawayein Hawayein

Le Jaayein Jaane Kahaan Na Mujhko Khabar
Naa Tujhko Pataa

O

Chehra Kyun Milta Tera
Yun Khwabon Se Mere
Ye Kya Raaz Hai
Kal Bhi Meri Na Thi Tu
Naa Hogi Tu Kal
Meri Aaj Hai

Teri Hai Meri Saari Wafayein Wafayein
Maangi Hai Tere Liye Duaayein Duaayein
Le Jaaye Tujhe Kahaan Hawayein Hawayein
Le Jaaye Mujhe Kahaan Hawayein Hawayein

Le Jaaye Jaane Kahaan Hawayein Hawayein
Le Jaaye Tujhe Kahaan Hawayein Hawayein
Le Jaaye Jaane Kahaan Hawayein Hawayein
Le Jaaye Tujhe Kahaan Hawayein Hawayein

Le Jaaye Jaane Kahaan Hawayein Hawayein
Le Jaaye Mujhe Kahaan Hawayein Hawayein
Le Jaaye Jaane Kahaan Hawayein Hawayein
Le Jaaye Mujhe Kahaan Hawayein Hawayein

O

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top