हुस्नवालों की गलियों में Husnwalon Ki Galiyon Mein Lyrics

हुस्नवालों की गलियों में Husnwalon Ki Galiyon Mein Lyrics Lyrics

“Husnwalon Ki Galiyon Mein” Song Details:

Movie: Sheesh Mahal
Singer(s): Shamshad Begum
Lyricist(s): Shams Lakhnavi
Composer(s): Vasant Desai
Music Director(s): Vasant Desai
Genre(s): Playful
Director(s): Sohrab Modi
Music Label: © Saregama
Starring: Sohrab Modi, Nigar Sultana, Pran

Jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalon ki
Husnwalon ki galiyon mein
Jana nahi
Jahar khana
Ke jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalo ki

Ye najar par chada kar
Gira dete hai
Ye najar par chada kar
Gira dete hai
Ek sapna samjh kar
Bhula dete hai
Ek sapna samjh kar
Bhula dete hai
Inki ulfat ke
Inki ulfat ke fande mein
Aana nahi
Jahar khana
Ke jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalo ki

Mithi bate suna kar
Banate hai ye
Jakhme dil
Jakhme dil dekh kar
Muskurate hai ye
Sama ki tarah
Sama ki tarah dil ko
Jalana nahi
Jahar khana
Re jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalo ki

Ghar hazaro hai
Inke bigade hue
Ghar hazaro hai
Inke bigade hue
Baag lakho hai
Inke ujade hue
Baag lakho hai
Inke ujade hue
Jo fasa uska
Jo fasa uska koi
Thikana nahi
Jo fasa uska koi
Thikana nahi
Jahar khana
Re jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalon ki
Husnwalon ki galiyon mein
Jana nahi
Jahar khana
Ke jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalo ki.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top