Kuch Log Yaha Aise Hain Lyrics

Kuch Log Yaha Aise Hain Lyrics Lyrics

“Kuch Log Yaha Aise Hain” Song Details:

Movie: Lallu Ram (1985)
Singer(s): Sushil Kumar
Lyricist(s): Ravindra Jain
Composer(s): Ravindra Jain
Music Director(s): Ravindra Jain
Genre(s): Sad
Director(s): Shiv Kumar
Starring: Urmila Bhatt, Vyjayanti Chavan, Gajendra Chouhan, Arun Govil, Aruna Irani
Release on: 20th September, 1985

Apno ki khushi kho jaye to
Use pane ko chal dete hain
Wo hai jo samarpit auro ko
Bhagwan unhe bal dete hain
Mushkil jo kisi ki hal karte hain
Unhe mushkil pesh na aati hain
Rashte se nikalta hain rashta
Manzil khud hi mil jati hain
Un kamo ko kar lete hain
Jinka hona aasan nahin

Kuch log yahan aise hain jo
Avtar nahin bhagwan nahin
Par dhundo to is duniya mein
Unke jaise insan nahin
Kuch log yaha aise hain jo
Avtar nahi bhagwan nahin
Par dhundo to is duniya mein
Unke jaise insan nahin.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top