“Kuch Log Yaha Aise Hain” Song Details:
| Movie: | Lallu Ram (1985) |
| Singer(s): | Sushil Kumar |
| Lyricist(s): | Ravindra Jain |
| Composer(s): | Ravindra Jain |
| Music Director(s): | Ravindra Jain |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Shiv Kumar |
| Starring: | Urmila Bhatt, Vyjayanti Chavan, Gajendra Chouhan, Arun Govil, Aruna Irani |
| Release on: | 20th September, 1985 |
Apno ki khushi kho jaye to
Use pane ko chal dete hain
Wo hai jo samarpit auro ko
Bhagwan unhe bal dete hain
Mushkil jo kisi ki hal karte hain
Unhe mushkil pesh na aati hain
Rashte se nikalta hain rashta
Manzil khud hi mil jati hain
Un kamo ko kar lete hain
Jinka hona aasan nahin
Kuch log yahan aise hain jo
Avtar nahin bhagwan nahin
Par dhundo to is duniya mein
Unke jaise insan nahin
Kuch log yaha aise hain jo
Avtar nahi bhagwan nahin
Par dhundo to is duniya mein
Unke jaise insan nahin.


