Yahan Zindagi Ek Alag Lyrics

Yahan Zindagi Ek Alag Lyrics Lyrics

“Yahan Zindagi Ek Alag” Song Details:

Movie: Page 3 (2005)
Singer(s): Shaan, Shabab Sabri
Lyricist(s): Ajay Jhingran, Sandeep Nath
Composer(s): Shamir Tandon
Music Director(s): Shamir Tandon
Genre(s): Philosophical
Director(s): Madhur Bhandarkar
Music Label: © EMI
Starring: Konkona Sen Sharma, Atul Kulkarni, Sandhya Mridul, Tara Sharma, Boman Irani, Bikram Saluja, Upendra Limaye, Madan Jain
Release on: 21st January, 2005

Yaha khwaishe
Aasman se badi hai
Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Iraade yaha par
Samandar se gehare
Iraade yaha par
Samandar se gehare
Naa koyi fikar naa
Kahi koyi pehare
Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Iraade yaha par
Samandar se gehare
Iraade yaha par
Samandar se gehare
Naa koyi fikar naa
Kahi koyi pehare
Yaha zindagi ek alag
Zindagi hai ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Yaha har jagah mauj hai
Mastiya hai mastiyan
Yaha par jamaane
Ki sab hastiya hai
Yaha har jagah
Mauj hai mastiya hai
Yaha par jamaane ki
Sab hastiya hai


Yaha dil naye rup
Me hai machalate
Yaha dil naye rup
Me hai machalate
Yaha chaand suraj
Naa ek pal ko dhalate
Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Yaha sab ke jalawo
Ke ranginiya hai
Yaha sab ke andaaj
Me khubiya hai

Yaha sab ke jalawo
Ke ranginiya hai
Yaha sab ke andaaj
Me khubiya hai
Yaha log bas aaj
Ki baat karte

Yaha log bas aaj
Ki baat karte
Nahi murde pichhe
Bas par aage ko chalate

Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Yaha zindagi
Yaha zindagi
Ek alag zindagi hai
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Irade yaha par
Samandar se gehare
Irade yaha par
Samandar se gehare
Naa koyi fikar naa
Kahi koyi pehare

Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top