“Pichhli Raat Mere Angan Mein” Song Details:
| Album/Label: | Diya Jale Saari Raat (1981) |
| Singer(s): | Manhar Udhas |
| Lyricist(s): | Qateel Shifai |
| Composer(s): | Manhar Udhas |
| Music Director(s): | Manhar Udhas |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Universal Music, Decca Label |
| Starring: | Manhar Udhas |
Sehma sehma tha ek saya
Mehaki mehaki si ek chaha
Pichhli raat mere angan mein
Aa pohache woh apne aap
Pichhli raat mere angan mein
Aa pohache woh apne aap
Pichhli raat
Zikra kare woh aur kisi ka
Bich mein aaye mera naam
Zikra kare woh aur kisi ka
Bich mein aaye mera naam
In ke hotho par hain ab tak
Mera pyar ki gehari chaanv
Pichhli raat mere angan mein
Aa pohache woh apne aap
Pichhli raat
Andhiyaron ki deewaro ko
Faand ke chaand kahan pohcha
Andhiyaron ki deewaro ko
Faand ke chaand kahan pohcha
Jahan piya ka aana mushkil
Aur palak japka na paao
Pichhli raat mere angan mein
Aa pohache woh apne aap
Pichhli raat.


