Pichhli Raat Mere Angan Mein Lyrics

Pichhli Raat Mere Angan Mein Lyrics Lyrics

“Pichhli Raat Mere Angan Mein” Song Details:

Album/Label: Diya Jale Saari Raat (1981)
Singer(s): Manhar Udhas
Lyricist(s): Qateel Shifai
Composer(s): Manhar Udhas
Music Director(s): Manhar Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music, Decca Label
Starring: Manhar Udhas

Sehma sehma tha ek saya
Mehaki mehaki si ek chaha
Pichhli raat mere angan mein
Aa pohache woh apne aap
Pichhli raat mere angan mein
Aa pohache woh apne aap
Pichhli raat

Zikra kare woh aur kisi ka
Bich mein aaye mera naam
Zikra kare woh aur kisi ka
Bich mein aaye mera naam
In ke hotho par hain ab tak
Mera pyar ki gehari chaanv
Pichhli raat mere angan mein
Aa pohache woh apne aap
Pichhli raat

Andhiyaron ki deewaro ko
Faand ke chaand kahan pohcha
Andhiyaron ki deewaro ko
Faand ke chaand kahan pohcha
Jahan piya ka aana mushkil
Aur palak japka na paao
Pichhli raat mere angan mein
Aa pohache woh apne aap
Pichhli raat.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top