“Aaj Miya ji Ko” Song Details:
| Movie: | Mirza Sahiban |
| Singer(s): | G. M. Durrani, Shamshad Begum |
| Lyricist(s): | Aziz Kashmiri |
| Composer(s): | Bhagatram Batish, Husnlal Batish, Pandit Amarnath |
| Music Director(s): | Bhagatram Batish, Husnlal Batish, Pandit Amarnath |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | K. Amarnath |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Trilok Kapoor, Noor Jahan, Gulab, Gope, Cuckoo, Amir Bano, Misra, Laxman |
| Release on: | 1st January, 1947 |
Aaj miya ji ko chad jaaye bukhar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Aaj miya ji ko chad jaaye bukhar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Suni jaaye jo apni pukar
Suni jaaye jo apni pukar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Aaj miya ji ko chad jaaye bukhar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Main takat poj par baithu
Main takat poj par baithu
Aur sabko sabak padhau
Aur sabko sabak padhau
Jo bhule koi ek bar
To jute char lagau
Phir kan pakad ke chhod ke aau
Gaav ke bahar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Aaj miya ji ko chad jaaye bukhar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Likh likh ladki laaz bade peer ki
Bhai mera ladka bhabhi ko bulayega
Bhabhi meri royegi dupatta mera dhoyegi
Aayega dupatta mera apne chad chet mein
Odh ke dupatta kabhi jaungi na khet mein
Tera mera pyar aaj bas bas bas.


