Aaj Miya ji Ko Lyrics

Aaj Miya ji Ko Lyrics Lyrics

“Aaj Miya ji Ko” Song Details:

Movie: Mirza Sahiban
Singer(s): G. M. Durrani, Shamshad Begum
Lyricist(s): Aziz Kashmiri
Composer(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish, Pandit Amarnath
Music Director(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish, Pandit Amarnath
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): K. Amarnath
Music Label: © Saregama
Starring: Trilok Kapoor, Noor Jahan, Gulab, Gope, Cuckoo, Amir Bano, Misra, Laxman
Release on: 1st January, 1947

Aaj miya ji ko chad jaaye bukhar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Aaj miya ji ko chad jaaye bukhar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye

Suni jaaye jo apni pukar
Suni jaaye jo apni pukar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Aaj miya ji ko chad jaaye bukhar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye

Main takat poj par baithu
Main takat poj par baithu
Aur sabko sabak padhau
Aur sabko sabak padhau
Jo bhule koi ek bar
To jute char lagau
Phir kan pakad ke chhod ke aau
Gaav ke bahar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye
Aaj miya ji ko chad jaaye bukhar
To bada maza aaye
To bada maza aaye
To bada maza aaye

Likh likh ladki laaz bade peer ki
Bhai mera ladka bhabhi ko bulayega
Bhabhi meri royegi dupatta mera dhoyegi
Aayega dupatta mera apne chad chet mein
Odh ke dupatta kabhi jaungi na khet mein
Tera mera pyar aaj bas bas bas.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top