Ek Shab Se Musafir Lyrics

Ek Shab Se Musafir Lyrics Lyrics

“Ek Shab Se Musafir” Song Details:

Movie: Maikhana (1966)
Singer(s): Mahesh Chandra
Lyricist(s): Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Composer(s): Brij Bhushan Sahni
Music Director(s): Brij Bhushan Sahni
Genre(s): Sad
Director(s): Kidar Sharma
Music Label: © Saregama
Starring: Bambi, Zeb Rehman, Madhuri, Sailesh Kumar, Johny Whiskey

Ek shab ke musafir hai hum to
Yeh duniya musafir khana hai
Ek shab ke musafir hai hum to
Yeh duniya musafir khana hai
Na apni koi kahani hai
Na apna koi afsana hai
Ek shab ke musafir hai hum to

Safi se shikayat hai humko
Safi se shikayat hai humko
Jiska ye jaha maikhana hai
Unko to pilaye khum ke khum
Khali mera paimana hai
Ek shab ke musafir hai hum to

Betab tere jalwo ke liye
Betab tere jalwo ke liye
Wo aur koi musa hoga
Tere jalwe dhundege jise
Wo mera dile deewana hai
Ek shab ke musafir hai hum to
Yeh duniya musafir khana hai
Na apni koi kahani hai
Na apna koi afsana hai
Ek shab ke musafir hai hum to.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top