“Ek Shab Se Musafir” Song Details:
| Movie: | Maikhana (1966) |
| Singer(s): | Mahesh Chandra |
| Lyricist(s): | Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) |
| Composer(s): | Brij Bhushan Sahni |
| Music Director(s): | Brij Bhushan Sahni |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Kidar Sharma |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Bambi, Zeb Rehman, Madhuri, Sailesh Kumar, Johny Whiskey |
Ek shab ke musafir hai hum to
Yeh duniya musafir khana hai
Ek shab ke musafir hai hum to
Yeh duniya musafir khana hai
Na apni koi kahani hai
Na apna koi afsana hai
Ek shab ke musafir hai hum to
Safi se shikayat hai humko
Safi se shikayat hai humko
Jiska ye jaha maikhana hai
Unko to pilaye khum ke khum
Khali mera paimana hai
Ek shab ke musafir hai hum to
Betab tere jalwo ke liye
Betab tere jalwo ke liye
Wo aur koi musa hoga
Tere jalwe dhundege jise
Wo mera dile deewana hai
Ek shab ke musafir hai hum to
Yeh duniya musafir khana hai
Na apni koi kahani hai
Na apna koi afsana hai
Ek shab ke musafir hai hum to.


