Sea Of Life Lyrics

Sea Of Life Lyrics Lyrics

“Sea Of Life” Song Details:

Album/Label: Raasta Man (2011)
Singer(s): Lucky Ali
Lyricist(s): Lucky Ali
Composer(s): Lucky Ali
Music Director(s): Lucky Ali
Genre(s): Pop
Music Label: © Lucky Ali Entertainment
Starring: Lucky Ali

Duniya ke samandar mein dekhi
Tinke ki tarah apni hasti
Duniya ke samandar mein dekhi
Tinke ki tarah apni hasti
Duniya ke

Main akela chalta jaaoonga
Zamaane ki bheed se
Nahin hona mujhe shaamil
Apni hai manzilein
Meri bandagi tere liye
Zindagi mein koi aur nahi
Duniya ke

Main kisi se kuchh na kehta
Khud hi khoya rahoon
Meri raahe rahein roshan
Rab se main yeh kahoon
Meri aarzoo berung sahi
Meri soch mein koi aur nahi

Duniya ke samandar mein dekhi
Tinke ki tarah apni hasti
Kahin door mujhe bhi jaana hai,
Kahin door pe hai meri basti
Duniya ke.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top