Main Item Song Karne Aayi Lyrics

Main Item Song Karne Aayi Lyrics Lyrics

“Main Item Song Karne Aayi” Song Details:

Movie: Yeh Ishq Sarfira (2015)
Singer(s): Shruti Pathak
Lyricist(s): Pranav Vatsa
Composer(s): Ayaan Ali Abbas, Pranav Vatsa
Music Director(s): Ayaan Ali Abbas, Pranav Vatsa
Genre(s): Item Number
Director(s): Varun Khanna
Music Label: © Shemaroo Entertainment
Starring: Akkilesh Verma, Oviya Helen, and Naina Aswal
Release on: 27th November, 2015

Main item song
Are filmo ke hero firo
Sab mere diwaane
Heroine ka dil jal jaaye
Sun mere fasane
Lambi filmo ki chhoti
Bilkul chhoti jaan banke aayi hoon
Mein item song karne aayi hoon
Husan aur jawani kamal hai
Chhori yeh sutta maal hai

Item jalti hain hum
Sabnam labo ko karti hai nam
Uljhan sunu mein kiski sanam
Dhadkan beri dil ki chubhan

Item jalti hain hum
Sabnam labo ko karti hai nam
Uljhan sunu mein kiski sanam
Dhadkan beri dil ki chubhan

Main item song karne aayi hoon
Main item song karne aayi hoon


Public ko nachane
Villen ko rijhane
Duniya ko ye batane
Ek song ke bahane
Public ko nachane
Villen ko rijhane
Duniya ko ye batane
Ek song ke bahane

Dance karne aayi hoon
Main item song karne aayi hoon
Dance karne aayi hoon
Main item song karne aayi hoon

Gaane ke bol bde bindaas
Sexy lage hai mere chhote libbas
Nachu main magan dhadke badan
Riski lage hai mujhe apni shakal
Ek chance ke bahane romance ko bahane
Main perform karne aayi hoon

Gaane ke bol bde bindaas
Sexy lage hai mere chhote libbas
Nachu main magan dhadke badan
Riski lage hai mujhe apni shakal
Ek chance ke bahane romance ko bahane
Main perform karne aayi hoon

Main item song karne aayi hoon
Main item song karne aayi hoon
Main item song karne aayi hoon
Main item song karne aayi hoon.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top