Ek Baat Bataaun Lyrics

Ek Baat Bataaun Lyrics Lyrics

“Ek Baat Bataaun” Song Details:

Movie: Milan (1995)
Singer(s): Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s): Romantic
Director(s): Mahesh Bhatt
Music Label: © Venus
Starring: Jackie Shroff, Manisha Koirala
Release on: 11th May, 1995

Ek batau batao,
Tere pas main aau aa jao
Ek batau batao,
Tere pas main aau aa jao
Jab se tujhko dekha,
Teri yado mein kho gaya
Dil tera deewana ho gaya
Dil tera deewana ho gaya
Ek batau batao,
Tere pas main aau aa jao
Jab se tujhko dekha,
Teri yado mein kho gayi
Mujhe tujhse mohabbat ho gayi
Mujhe tujhse mohabbat ho gayi

Kya dard hai, kya pyas hai
Chahat ka ye ehsash hai
Kya dard hai, kya pyas hai
Chahat ka ye ehsash hai
Dhadkan meri betab hai
Kitana hansi ye khawab hai
Mosam milan ka mahakane laga
Chahat ka aalam bahakane laga
Duniya ko bhula baithi
Teri baho mein so gayi
Mujhe tujhse mohabbat ho gayi
Mujhe tujhse mohabbat ho gayi

Jime hai kya kaise kahu
Ab dur mai kaise rahu
Jime hai kya kaise kahu
Ab dur mai kaise rahu
Kaisi hai ye majburiya
Aake mita ye duriya
Tanhaiyo se jo ghabara gaye
Ek dusare ke karib aa gaye
Sawan tere hotho ka
Mere lab ko bhigo gaya
Dil tera deewana ho gaya
Dil tera deewana ho gaya
Ek batau batao,
Tere pas main aau aa jao
Jab se tujhko dekha,
Teri yado mein kho gayi
Mujhe tujhse mohabbat ho gayi
Mujhe tujhse mohabbat ho gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top