Hoton Pe Tera Naam Lyrics

Hoton Pe Tera Naam Lyrics Lyrics

“Hoton Pe Tera Naam” Song Details:

Movie: Main Khiladi Tu Anari (1994)
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Zameer Kazmi
Composer(s): Anu Malik
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Sameer Malkan
Music Label: © Venus Records
Starring: Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shilpa Shetty, Raageshwari
Release on: 23rd September, 1994

Mm mm mm mm mm,
Mm mm mm mm mm
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar ha

Tune kaha tha laut ke
Aayegi tu zuroor
Tune kaha tha laut ke
Aayegi tu zuroor
Is aas pe main jeeta raha
Hoke tujhse door
Vaade pe tere ab bhi
Mujhe aitbaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai

Duniya kahe na bewafa
Tujhko ae hamnasheen
Duniya kahe na bewafa
Tujhko ae hamnasheen
Ilzaam koi pyaar pe
Aa jaaye na kahin
Tu aayi na agar to
Mohabbat ki haar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top