“Hoton Pe Tera Naam” Song Details:
| Movie: | Main Khiladi Tu Anari (1994) |
| Singer(s): | Pankaj Udhas |
| Lyricist(s): | Zameer Kazmi |
| Composer(s): | Anu Malik |
| Music Director(s): | Anu Malik |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Sameer Malkan |
| Music Label: | © Venus Records |
| Starring: | Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shilpa Shetty, Raageshwari |
| Release on: | 23rd September, 1994 |
Mm mm mm mm mm,
Mm mm mm mm mm
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar ha
Tune kaha tha laut ke
Aayegi tu zuroor
Tune kaha tha laut ke
Aayegi tu zuroor
Is aas pe main jeeta raha
Hoke tujhse door
Vaade pe tere ab bhi
Mujhe aitbaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Duniya kahe na bewafa
Tujhko ae hamnasheen
Duniya kahe na bewafa
Tujhko ae hamnasheen
Ilzaam koi pyaar pe
Aa jaaye na kahin
Tu aayi na agar to
Mohabbat ki haar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai,
Aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke
Tera intezaar hai.


