Tu Jahaan Main Wahaan Lyrics

Tu Jahaan Main Wahaan Lyrics Lyrics

“Tu Jahaan Main Wahaan” Song Details:

Movie: Garam Khoon
Singer(s): Kishore Kumar
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Composer(s): Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s): Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): A Salaam
Music Label: © Saregama
Starring: Vinod Khanna, Sulakshana Pandit, Ajit

Tu jahaan main wahaan
Tere paas aa gayaa hoon

Tu jahaan main wahaan
Tere paas aa gayaa hoon
Tu jahaan main wahaan
Tere paas aa gayaa hoon
Tere dil pe chhaa gayaa hoon
Tere paas aa gayaa hoon
Tu jahaan main wahaan
Tere paas aa gayaa hoon

Tu bhaage jo aage aage
To main bhi hoon peechhe peechhe
Tu bhaage jo aage aage
To main bhi hoon peechhe peechhe
Chhodoongaa main naa peechhaa
Neele gagan ke neeche
Tu jahaan main wahaan
Tere paas aa gayaa hoon

Toone kiyaa thaa waadaa
Dulhan banoongi teri
Are toone kiyaa thaa waadaa
Dulhan banoongi teri
Aayen hazaaron toofaan
Lekin rahoongi teri
Tu jahaan main wadaan
Tere paas aa gayaa hoon


Ye pyaar ka hai fasaana
Kehta rahoongaa tumse
Are ye pyaar ka hai fasaana
Kehta rahoongaa tumse
Chaahe koyi janam ho
Miltaa rahoongaa tumse

Tu jahaan main wahaan
Tere paas aa gayaa hoon
Tere dil pe chhaa gayaa hoon
Tere paas aa gayaa hoon
Lalala lalalala
Lalala lalalala.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top