“Behki Hui Si Raat Hai” Song Details:
| Movie: | Ashley (2016) |
| Singer(s): | Sunidhi Chauhan |
| Lyricist(s): | Amitabh Ranjan |
| Composer(s): | Dushyant Dubey |
| Music Director(s): | Dushyant Dubey |
| Genre(s): | Pop |
| Director(s): | Keval Singh |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Rishi Bhutani, Gurleen Chopra |
| Release on: | 27th December, 2016 |
Behki hui si raat hai
Sulge se ehsaas hain
Mitne lagi dooriyan
Tere mere darmiyan
Cha raha hain ye kaisa nasha
Aaja zara chhule mujhe
Chaayi hain madhoshiyan
Ho jaane de iss pyar mein
Thodi si gustakhiyaan
Behki hui si raat hai
Iss kadar tu mujhe na bekarar kar
Baahon mein bhar ke mujhe
Aaj tu pyaar kar haan..
Jism ki hai yeh raza
Jeene ka le le maza
Aa mujhko gale se laga
Aaja zara chu le mujhe
Chaayi hain madhoshiyan
Ho jaane de iss pyar mein
Thodi si gustakhiyan
Behki hui si raat hai.


